MS WORD IN SMART ART

Image
  Smart Art : This option is used insert the cycle, organization charts, venn diagram for the related text. You can insert with different styles and colors. To insert another shape select the option add shape. Chart :  It is used to insert the chart with related text or table in column, pie, etc. it will open the excel window it will show the default chart shown below: Hyperlink : It is used to link from one file with another file. C:\Documents and Settings\chand\My Documents\mm.xlsx To open the hyperlink  press ctrl + click on the link (or) right click (open hyplerlink(click on yes Bookmark : This option is used to assign the mark for the specific point in the document (write the text(place the cursor on that point(bookmark(enter bookmark name(click on add. (to see the bookmark where you have assigned(bookmark(bookmark name(go to. Then the cursor will highlight at that point. Header : To set the text at top of the page. Footer : to set the text at bottom of the page. As,...

How many parts of computer ?

 Monitor - A computer monitor is an output device which helps the users to discipline all the information pictorial form.

Examples : - ek mobile ko ek touch  karenge to vah hamen output dega vah kaise dekho mobile mein display per touch karene se ek aap ko Ba ek Youtube ko touch karenge to vah hamen output dega kyunki ham usko input Diya hai isliye vah humko output dega okay.

Keyboard :-  A keyboard is a an input device which helps the users the enter the data.

Examples :- keyboard se ham tumhara naam namco keyboard se typing kar sakte Bina keyboard se ham computer chala nahin sakte Hain keyboard mein achcha picture hai shortcut key . Jo kam mouse se nahin ho raha hai vah keyboard se ho jaega.

Keyboard mein function keys, numerical key, numbering keys, Number lock, caps lock, and scroll lock etc.

Mouse :-a computer mouse is a hand held hardware input device that controls a cursor in a GUI (GRAPHICAL USER INTERFACE) and can move and select text, icons, files and folders on your computer.

Examples :- mouse computer ka ek part hai uska Aakar ek mouse ka saman hone ke Karan use mouse kahate Hain uske tiin button. Jab ham mouse ke left button dabate to use kahate left click aur jab right button daba Den to use kahate right click yah GUI (CLASSICAL USER INTERFACE ) main jyada pravah ko hone wale pointer input device hai jo computer scan ke curser | vah pointer arrow ko control karta hai . ISI pointer ke dwara computer ki files folder v Anya items ko kholne (open) aur bandh (close ) karne select karne hai ki sthan se dusre sthan per le jaane unki jankari Lene mein istemal kiya jata hai mouse ke.

CPU (central processing unit):-CPU central processing unit it is now as the brain of the computer system all the introduction is proccesed  inside CPU.

Examples :- ham 21 bi sadi mein ji rahe hain aajkal hamara aadha se jyada kam computer ya mobile ya laptop mein ho raha hai aur aaj ka yog technology ka yog hai aajkal computer aur mobile sabse jyada use kiye jaane wale electronic device mein se ek hai Har Ghar mein ek na ek smartphone hoga hi chalo najar lagate Hain ek computer ke upar ek computer ko chalane ke liye bahut sare parts ki jarurat hoti hai jaise ki monitor keyboard mouse and CPU yah sab jaruri parts hai ek computer ko chalane ke liye jaise ki computer ka brain CPU ko kaha jata hai. CPU computer or smartphone ke liye ek jaruri hissa hai jaise ki aajkal computer laptop aur smartphone mein high processor unity lagaya jata hai aap mobile kharidte waqt aap kin chijon ka Dhyan dete Ho storage Ram camera quality and uska processor agar aap gaming category mein aate ho to aap gaming ke liye ek achcha processor hi chuj karenge agar aap YouTube videos ke liye mobile khareed rahe ho to aap ek achcha camere wala mobile chus karoge ISI tarah se hi computer ko chalane ke liye ek achcha processor aur ek achcha CPU ka hona jaruri hai. Computer mein ek processor ka use Kiya jata hai jo ki computer ki speed ko badha deta hai iska naam hota hai use paath ka naam hai GPU processor GPU processor ek high processing processor hai jo ki kam ko jhat se karne ki takat rakhta hai. Ham jab bhi computer ya laptop lene ke liye kisi bhi showroom mein jaate Hain ya FIR Mall mein jaate Hain to yahan per ham uske CPU aur GPU ke bare mein sunte Hain vahan ka owner hamen GPU aur CPU ke bare mein kuchh batate Hain to chalo dost CPU aur GPU kya hota hai ine donon ka kam kya hai aur yah kaise kam karte Hain Aaj inke bare mein Aaj ham janenge sari jankari Aaj ham is digital computer digital blog ke through Aaj ham aapko sari jankari provide karenge hamara uddeshy hai ki aapke andar computer se Vishesh koi bhi jankari adhuri Na rahe.

Sabse pahle ham janenge CPU kya hai aur yah kaise kam karta hai han doston ise computer ka brain bhi kaha jata hai. CPU ka full form hai central processing unity iske Naam se hi pata chal raha hai. Iske Naam se hi pata chal raha hai ki yah hardware ka ek Aisa part hai jo computer mein sabhi tarah ke application and software or program ran karne mein madad karta hai.

Yah lagatar operating system aur applications ko chalata rahata hai. Yah computer system ke sabhi important task ko jaise ki arithmetical logical aur input output operation Ko sambhalta hai CPU bahut sare Naam se Jana jata hai. Processor,Central processor, microprocessor is a computer ka brain bhi kaha jata hai. Kyunki yah hardware ya software ke chahe koi bhi bade instruction Ho unhen receive karta hai un sabhi ko process karta hai aur user ke samne uska result dikhata hai isiliye yah computer ka ek jaruri hissa hai CPU ek chhoti si chip hoti hai jo motherboard mein maujud hoti hai CPU ka chief bahut sare छोटे-छोटे transaction se milkar banaa hota hai iske madad se hi computer ka program ran hota hai or calculation ka kam CPU pura kar leta hai.

CPU computer ke sare instruction aur user ke dwara ports ko receive karta hai aur billian so operation ko per second ke speed mein karya ko samapt karta hai isliye computer hamare palak jhapakte hi sare kam easily kar deta hai jitni jyada CPU ki capacity hoti hai vah itni hi jaldi Apne programs ko samapt kar leta hai aajkal ke computer mein multi code processor ka istemal Kiya jata hai jisse computer ki speed kahin Guna badh jaati hai.

Aur doston ab janenge GPU kya hai aur yah kaise kam karta hai. GPU ka pura naam hai. Graphical processing unit.

Ise GPU ka advance version bhi kaha jata jo graphical calculation karta hai. Jo pahle CPU ka Kiya Karta tha computer graphics jarasand computer mein banae Gaye graphics Ko Kiya bola jata hai. Ham jo mobile aur computer mein jo graphics lagte Hain  usse kahate Hain graphics. Mobile mein aur computer mein 3D game khelte hain na usse GPU control karta hai. GPO are CPU donon hi ek processor hai jo computer ke software aur hardware ko tax ko pura karte hain computer mein CPU general purposed processor hota hai jo sabhi tarah ka kam kar leta hai jaise ki aap usmein kuchh mathematical calculation car DJ MS word or HL ka kam kar lijiye movies yah gane dekh lijiye internet per kuchh brows kar lijiye yah sara kam kar leta hai. Lekin GPU ek special purposed processor hai jo sirf aapke computer ko graphics ko hi sambhalta hai. Computer mein dekhne wale sare Vishals ko GPU process karta hai, is karykram mein CPU ka kam bahut kam rahata hai.

CPU ko computer ka brain kaha jata hai jo sabhi tarah ke touch ko pura karta hai aur Jeetu system mein graphics ke kaju ko teji se karne mein madad karta hai. Yah specific tax ke pura karne ke liye banaya Gaya hai.

CPU mein bahut kam cores dekhne Ko milte hai. Jismein iske karya karne ki raftar thodi dhimi hoti hai. Lekin GPU mein CPU se koi Guna jyada cores paye jaate jo ki computer ke speed ko badha deta hai.

GPU ke cores serial proccessing ko technique per kam karte Hain aur ek samay mein Keval ek hi task ko pura karte Hain. GPO mein parallel architecture cores Hoti hai Jo ek samay mein bahut se task ki pura karte Hain. Yahi Karan hi Ko GPU ki vajah se video aur image ki quality acchi Ho jaati hai.

CPU ko task processing ke liye jyada computer memory ki jarurat hoti hai aur GPU ko processing ke liye kam memory ki jarurat hoti hai.

Ummid hai aapko samajh mein a Gaya hoga ki computer ke parts aur GPU ke bare mein and CPU ke bare mein iske aage ka paath ham iske part 2 mein ham aapko provide karenge jiske liye aap sirf aur sirf kuchh hi din vate karna navada karta hun iska dusra paath bahut hi jaldi aaega tab tak ke liye shukriya Jay Hind Jay Bharat


Thank you so much.......



Comments

Popular posts from this blog

Ms Dos & Note pad

MS WORD IN SMART ART

Wordpad & Ms-point